सोमवार, 1 अगस्त 2011
wo bhi kya din the
Na jane kab hum itne bade ho gaye, kabhi pahli bar school jane me dar lagta tha aj milte hi dost ban jate h,kabhi maa papa ki har bat sachchi lagti thi aaj unhi ko har pal jhutlate h,pariyo ki kahani ki jagah aaj kal raat ko phone pe dosto ki bate sunna achcha lagta h,pahle 1st ane ke liye padhte the aaj pas hone ko taraste h,cartoons ki jagah ab reality shows achche lagte h,kabhi choti si chot lagne pe itna rote the aj dil tut jata h to sambhal jate h,ek din tha jab pal me ladna pal me manana ti roz kakam tha aj jo ek bar juda hue to gahre rishte tak kho jate h,sach me zindagi ne bahut kuch sikha diya na jane kab hume itna bada bana diyaaaa....
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें